aaj ki shab to kisi tor guzer jaaye giraat gehri hai mager chaand chamaktahai abhimeray maathay pe tera pyaar damaktahai abhimeri saaNsoN mein tera lams mehektahai abhimeray seenay mein tera naam dhaRaktahai abhizeest kernay ko meray paas buhat kuchhhai abhiteri aawaaz ka jaadoo hai abhimeray liyeteray malboos ki khushbu hai abhimeray liyeteri baaNhein tera pehloo hai abhimeray liyesab se beRh ker, meri jaan, tu hai abhimeray liyezeest kernay ko meray paas buhat kuchhhai abhiaaj ki shab to kisi tor guzerjaaye giaaj k baad mager rung-e-wafakia hogaishq hairaan hai, k ser-e-shehr-e-sabakia hogameray qaatil ! tera andaaz-e-jafakia hogaaaj ki shab to buhat kuchh hai magerkal k liyeek andesha-e-bay-naam hai aur kuchhbhi nahidekhna ye hai k kal tujh se mulaqaatk baadrung-e-umeed khilay ga k bikherjaaye gawaqt perwaaz karay ga k Theherjaaye gajeet ho jaaye gi ya khayl bigeRjaaye gakhwaab ka sheher rahay ga k ujeRjaaye ga- Perveen Shakir -
No comments:
Post a Comment