Pages

Wednesday, January 30, 2013

FEB ka mahina tha


kash tum jo hoti
aaj pas mere
na hota me
in mushkilo me
FEB ka mahina tha
wo ek chat window
mile the jis pe hum tum
aaj tak wo window
tumhare msg ko tarasti hai
wo kholna web cam
phir balo ka wo hatana
wo sharmsar hokar
tumhara muskurana
meri ankhe aaj tak
us manzar ko tarasti hai
chehre wo ghazab ka till
mujhe aaj tak yad ata hai
tumhe ab yad karte hai
tmhe na bhool paie hai
k manzar wo chat box ka
ab bhi yad ata hai
mahina october ka aur tmhara 
wo chor ka jana
bhut hi yaad ata hai... :(
[sufyan shaikh]

No comments:

Post a Comment