- Usse to mitt he jana tha...
December k haseen din thay
Murree ki yakh fizaon mein
Humhare chaar haathon nain
Mujasma ek banaya tha
Kaha tha ek dooje ko
Nishani pyar ki apni
Bari he khoobsoorat hai
Mujhe ab yaad aata hai
Mujasma barf ka tha wo
Usse aakhir pighalna tha
Usse to mitt he jana tha..
Sunday, September 25, 2011
December k haseen din thay
Friday, September 16, 2011
DECEMBER ki haseen rut mian
use kaho qasam le lo....
tumharey baad,
kisi ka khwab
dekha ho
kisi ko ham ney chaha ho
kisi ko ham ney soocha ho,
kisi ki arzoo ki ho
kisi ki justuju ki ho
kisi ki raah dehki ho
kisi ka qrub manga ho
kisi ko sath rahka ho
kisi sey aas rahki ho
kohi umeed bandi ho,
kohi dil mian utra ho
kohi tum se piyara ho
kohi dil mian basaya ho
kohi apna banaeya ho
kohi rootha ho hum sey
usy ro ro kar manaeya ho
DECEMBER ki haseen rut mian
kisi ka hijr jhela ho
kisi ki yad ka mussam
merey aangan mian khela ho
kisi sey baat karney ko,
kabi yea hont tarsey hon
kisi ki bewafai par
kabi yea nena barsy hon
kabi raton ko uth uth kar
tery duhk mian na roye hon
usey kaho qasam ley lo
tumharey baad
hum ik pal b soye hon
ussey kaho qasam ley lo
kabi jugnu,
kabi tara,
kabi mehtab
dehka ho,
ussey kaho qasam ley lo
tumharey baad kisi ka
jo khawab dehka ho.........
tumharey baad,
kisi ka khwab
dekha ho
kisi ko ham ney chaha ho
kisi ko ham ney soocha ho,
kisi ki arzoo ki ho
kisi ki justuju ki ho
kisi ki raah dehki ho
kisi ka qrub manga ho
kisi ko sath rahka ho
kisi sey aas rahki ho
kohi umeed bandi ho,
kohi dil mian utra ho
kohi tum se piyara ho
kohi dil mian basaya ho
kohi apna banaeya ho
kohi rootha ho hum sey
usy ro ro kar manaeya ho
DECEMBER ki haseen rut mian
kisi ka hijr jhela ho
kisi ki yad ka mussam
merey aangan mian khela ho
kisi sey baat karney ko,
kabi yea hont tarsey hon
kisi ki bewafai par
kabi yea nena barsy hon
kabi raton ko uth uth kar
tery duhk mian na roye hon
usey kaho qasam ley lo
tumharey baad
hum ik pal b soye hon
ussey kaho qasam ley lo
kabi jugnu,
kabi tara,
kabi mehtab
dehka ho,
ussey kaho qasam ley lo
tumharey baad kisi ka
jo khawab dehka ho.........
Thursday, September 15, 2011
Decembr ki hawaøn me
Bichar jaen Ge hum Lekn
Hmari Yaad k jugnøø
Tumhri shab k daman me
Sitara bun k chamkege
Tmhe bachaen rakhenge
Bøht masrøøf rehny k
Bahany tum bnaøge
Bøht køshish krøgy tum
K ab møsam jø badle tø
Hmari Yad na ae
Mgr aisa nhn høga
Kahin jø sard møsam me
Decembr ki hawaøn me
Tmhary dil k Gøshøn me
Jami hai barf ki tarha
Wø Yaden kese Pighlen Gi
Kbi Garmi ki tapti surkh Ghariøn me
Mere mazi kø søchø Ge
Tø ankhein bheeg jayengi
Ghari Peechhy kø dørray Gi
Kai saløn ki Gumgushta
Hmari Yad aye Gi
Bichar jaø mgr sun Lø
Hmare darmyan aisi
Køi tø baat bhi høgi
Jise tum Yaad rakhø Ge
Mujhe tum Yaad rakhø Ge.
Thursday, September 1, 2011
Yun dil na lagy
na drd uthy
Mat roz milo to acha hy,
Na pyar barhy
na jhagra ho
Tum door bso to acha hy...
Kisi phool sy milty chehry ko
Meri duniya Dekhna
Chahy Ge,
Jo Paas Tumhare
Kuch B Nahi
Parday Me Raho
To Acha Hy...
Is Pyar Ki Sunder
Bahon Me
Ab Bahain Dal K So B Chuko,
Yun G G K Ab Mrne Se
Mr Mr K Geo
To Acha Hy...
Le Kr Zanjiren Hathon Me
Kuch Log Tumhari
Taak Me Hen,
Ae Ishq Hmari Galiyon Me
Na 0r Phiro
To Acha Hy....!!
Mein Bulandiyo Ka Urooj Tha Mera Kya
Ta'aluq Tha
Shaam Se..
Tu Juda Hua Tou Pata Chala, Mera Naam
Tha,
Tere Naam Se..
Khani Dard Ki Mai Zindagi Sai Kya Kehta,
Ye Dard Us Ne Deya Hai Usi Se Kya Kahta,
Gila Tu Muj Ko Bhi Karna Tha Pyaas Ka Lakin,
Jo Khud Hi Sookh Gaye Us Nadi Se Kya Kahta,
Meray Aziz Hi Mujh Ko Samajh Na Paye Kabhi,
Me Apna Haal Kisi Ajnabi Se Kya Kahta,
Andheri Raat Ne Muj Ko Buhat Sataya Hai,
Bhala Ye Baat Main Ab Roshni Se Kya Kahta,
Tamam Shehr Me Jhoot Ka Raaj Tha SAHIBA
Mein Apne Gham Ki Haqeqat Kisi Se Kya Kahta

Subscribe to:
Posts (Atom)